

About
Another Song For Broken Hearts By Akashhh So Here Is For You All Guys "Itna Gehra Pyar" Chota Sa Gaana Hai Hoop aap Sab Ko Pasand Ayega, Kuch Dil Ki Baatein hai Jo Kehna Zaroori Hai Mere Liye. Kyon Ki Iss Zindigi Mein Mere Bahut Kam Log Hai Guftugu Karne Ke Liye Toh Yeh Saare Gaane Jo Hai Inn Sab Mein Main Khud Se Hai Baat Karta Hu Uska Natiza Hai Yeh Gaana Bhi "Itna Gehra Pyar" Isko Banane Ka Purpose Hi Yehi Hai Ke- I Know, Aap Jisse Pyar Karte Ho Sayad Woh Aap Se Nahi Karta/Karti. Kabhi Dono Ek Dusre Se Pyar Karte Hai Par Halat Sahi Nahi Hote, Kabhi Family Bich Mein aa Jaati Hai, Kabhi Bhagwan Ko hi manzuri Nahi Hota. Par Woh Phyle Wale Reason Ko Chorr Ke Kisi Pe Apna Bas Nahi Hai. "Kisi Ne Kaha Hai "Agar Tumhe Lagta Hai Ke Tumara Pyar Saccha Hai Toh Yeh Manke Chalo Samne Wala Bas Pyar ka Dikhawa Kar Raha Hai yea Uske Liye Tum Attraction Ho Uska Pyar Nahi" Or Yeh Maine Khud Se Mehsoos Kiya Hai. Apne Personal Experience Se. Please Tell Me About This Song Thanks To All...🙏 Keep Supporting...
Credits
Also Available On
Details
- Released
- 6 Aug 2020
- Language
- Hindi
- Genre
- Hip Hop, Rap, Trap
- Plays
- 1,458
#Akashhh#akashhh new song#Sad hindi rap song#itna gehra pyar
